Fursat Poetry Tanziya Shairiy Compitition



πŸ’” Usse Fursat nahi milti zara sa yaad karne ki,,πŸ’•
πŸ’” Usse keh do ham uski yaad mein fursat sey bethe hein..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Be'khaber ho meri yaad sey zara soocho to sahi,,πŸ’•
πŸ’” Ta'luq Fursat key nahi Tawajh ke Mohtaaj hote hein..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Mile Uljhanon sey Fursat to zara Dill sey pooch lena,,πŸ’•
πŸ’” Kiya Fursaton mein hi yaad karna Muhabbat hai..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Unhen ham yaad aate hein Fursat ke lamhaat mein,πŸ’•
πŸ’” per ye bhi sach hai' Unhen Fursat nahi milti..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Fursat Qaleel or kahani Taweel hai,,πŸ’•
πŸ’” Shikwe to hain Hazar mager jane dijiyen..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Hujam-e-Yaraan sey kabhi Fursat mile Nayaab,,πŸ’•
πŸ’” Ager samjho munasib to hamen yaad kar lena..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Fursat main yaad karna ho to kabhi nahi karna,,πŸ’•
πŸ’” Tanha zaror hun mager Fazool nahi..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Nahi Fursat yaqeen jaano hamen kuch or karne ki,,πŸ’•
πŸ’” Teri yaadein teri batein buhat masrooof rakhti hain..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Kisi ke ishq main itna magan hun,,πŸ’•
πŸ’” Mujhe marne ki bhi fursat nahi..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Mujh ko Fursat nahi milti khud apne ap sey,,πŸ’•
πŸ’” Roothne walon se kaho mujhe yaad kam aaya karen.πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Fursat mile to un ka haal pooch liya karo,,πŸ’•
πŸ’” Jin ke seene main dill nahi tum Dharakte ho..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Aaj jawaab bhi dene ki Fursat nahi,,πŸ’•
πŸ’” Kabhi salam sey pehley Salam kiya karte the..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Fursat mile to Parhna mujhe zaror,,πŸ’•
πŸ’” Nakaam Zindagi ki mukamal Kitaab hun..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Unhen hum yaad nahi aate Fursat ke lamhat main,,πŸ’•
πŸ’” Per ye bhi sach hai unhen Fursat nahi milti..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Fursat mile to beth ke sochna zaror ye,,!!πŸ’•
πŸ’” Tum bhi mere apne ho ya hum hi sirf tumhare hain..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Wo parinda jise apni parwaaz se Fursat na thi,,πŸ’•
πŸ’” Aaj meri taranh tanha hua to meri hi deewar pe aa betha..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Kabhi Fursat jo naseeb hon to chale aana merey pass,,πŸ’•
πŸ’” Hain Adhore kitne hi maamley' meri zaat sey teri zaat tak..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Na koi hamara hum pareshan ache'Bewafaon ki mehfil sey be'zabaan ache,,πŸ’•
πŸ’” Ager mili fursat to yaad kar lena hamen'Warna tum wahaan ache hum yahan ache..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Tujh ko Fursat mile to tujh sey poochun'Yaad bhi aate hein tujhe dost purane wale,,?
πŸ’” Ik to hai tujhe bhool na paae hum'Warna Andaz to aate hein hamen bhi zamane wale..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Kabhi fursat mile itna zaror batana,,πŸ’•
πŸ’” wo kon si Muhabbat thi jo ham tujhe na de sake..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Aesa nahi key usse Muhabbat nahi rahi,,πŸ’•
πŸ’” Haan ye hua ke usse pehli si Fursat nahi..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Kabhi Fursat mile to parhna kitaab-e-Zindagi meri,,πŸ’•
πŸ’” BπŸ’•arha dill'Chaasp Navel hai Dill Veeran ke unwaan per..πŸ’•
------------------------------- πŸ‘±---------------------------------

Nayab Tanziya Shairy ( Nayaab Poetry )


πŸ’” Mana ke tera Waqt Qeemti hai Mager !!πŸ’—

πŸ’” Hum Bhi Nayaab hain tum ney hi kaha tha..πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘³---------------------------------
πŸ’” Mana ke Anmol ho' Qasrat Nayaab Ho,!!πŸ’—

πŸ’” Hum bhi wo Log hai jo har Dheleez per nahi milte hain.πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Buhat Nayaab ho gae ho tum,,!!πŸ’—

πŸ’” Ab Zakhmon per Namak Chirakne Nahi aati ho..πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
Hamen Tum sa Na Tumhein hum sa'koi mile ga,!!πŸ’—

πŸ’” Tum Anmol Therhe,Or Hum Nayaab..πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
Ache hain ya Bure hain Barhe Nayaab hain hum,,πŸ’—

πŸ’” Koi Hum sa ager hai to zara Dhoondh ke Laao..πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Mana Ke Buhat Qeemti hai Waqt tera,,!!πŸ’—

πŸ’” Hum Bhi Nayaab hain baar baar nahi milen ge..πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Ab Kahan Ahle Wafa Milte hein,,!!πŸ’—

πŸ’” Phelhe Hum log the Nayaab kahan...πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Apni Arzaniyun ke Sadke Khud ko Nayaab Ho ke Dekhte hein,,!!πŸ’—
πŸ’” Sahilon ki Nazer main aana hai,,Phir to Gharqaab Hoke dekhte hein,,πŸ’—
πŸ’” Wo jo Payaab Keh raha tha Humen' Isko Selaab hoke dekhte hein,,...πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Mansoob Nayaab Us ke Qissey Orron sey bhi the Lekin,!!πŸ’—

πŸ’” Wo baat buhat Pheli' Jo Baat chali Hum Sey,..πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Aek si soch thi' Aek sey Khuwab the,,πŸ’—

πŸ’” Tum bhi Be'misaal the' Hum bhi Nayaab the..πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Gum Apni Muhabbat mein dono" Nayaab ho tum Nayaab hain hum,,πŸ’—
πŸ’” Kiya hum ko khuli Aankhen dekhen" Ik khuwaab ho tum ik Khuwaab hain hum,,πŸ’—
πŸ’” Eik hans purana yadon ka betha huwa kanker chunta hai,,πŸ’—
πŸ’” Tapti huwi Hijar ki Gharhiyun mein Sookha huwa ik Talaab hain humπŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Sahil pe reh key hum ko rait hi mili,,πŸ’—

πŸ’” Hum Doobte to Gohar'Nayaab Dekhte..πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Buhat Nayaab the hum,,πŸ’—

πŸ’” Khaak mein mila diya tum ney.πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Kuch to Hisaab karo hum sey Nayaab,,πŸ’—

πŸ’” Itni wafain Udhar kon deta hai,,πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------

Muhabbat Poetry Tanziya Compitition


πŸ’” Muhabbat Kar Ke Dekhi Hai Muhabbat Saaf Dokha Hai,,πŸ’—
πŸ’” Ye Sab Kehne Ki Baten hai Phir Kon Kisi ka Hota hai...πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Muhabbat Mein Aadawat kesi' Chahna kisi ko To Shikayat kesi,,πŸ’—
πŸ’” Ager Tumhara Mujh Pe Aetbaar Hei Itna To zara si is baat pe Wazahat kesi.πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Tum ko Chaha to Muhabbat ki samajh aai,,πŸ’—
πŸ’” Warna is lafz ki Tareef suna karte the..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Maanga Hi nahi mein ne apni Chahaton ka sila tujh sey.,πŸ’—
πŸ’” Ke Shayed Inkaar ki bhi fursat na ho tere pas,...πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Kesi hoti hai Muhabbat,,πŸ’—
πŸ’” Khabhi mile to mujhe bhi Milwa Dena,.πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Khabhi Bhoole se Bhi nahi rakhna Muhabbat ke jungle mein qadam,,πŸ’—
πŸ’” Yahan Saanp Nahi Insaan Dassa Karte Hein..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Itni Muhabbat Dun ke aakhir ho jae to mera,,πŸ’—
πŸ’” Phir Zamane ko tere liye Tarapta dekhon..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Zarori To nahi Muhabbat Lafzon Mein Biyaan Ho,,πŸ’—
πŸ’” Kiya Sach mein meri Aankhen Tumhen kuch nahi kehtin.πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Mein Muhabbat mein us Maqaam per hun,,πŸ’—
πŸ’” Jahan meri zaat mein teri zaat Musalsal..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Mera Tarz e Muhabbat hai na Deewana Pan Mera,,πŸ’—
πŸ’” Mein Khud Heraan Hun Tujh sey Itni Muhabbat Kyun.πŸ’—.
  ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Tum meri pheli Muhabbat to nahi ho lekin,,!!πŸ’—
πŸ’” Mein ney chaha hai tumhen Pehli Muhabbat ki Taranh..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Kitni Mehdood si hai Duniya Meri,,,πŸ’—
πŸ’” Ik mein hun or ik Muhabbat teri..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Muhabbat Izhaar Chahti hai,,πŸ’—
πŸ’” Or Baar Baar Chahti hai..πŸ’— 
  ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Ho Jao Ke Hamare Ke itni Muhabbat dein ge Tumhen,,πŸ’—
πŸ’” Log Tarsein ge tumhare jesa Naseeb paane ke liye..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Muhabbat kisi aese Shaks ki Talash nahi' Jis ke sath raha jaae,,πŸ’—
πŸ’” Muhabbat to aese shaks ki Talash hai Jis ke Bagair naa raha jae..
  ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Aankhon sey Shoro ho kar kahani ulfat tak ja punhchi,,πŸ’—
πŸ’” Jab hum ko hosh aaya to Muhabbat tak ja Punhchi..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Muhabbat ker ke dekhi hai Muhabbat Buhat Khoobsoorat hai,πŸ’—
πŸ’” Mill Jae to Jannat" Bicharh Jae To Aziyat hai..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Tum Kiya Jaano Muhabbat Ke "Meem" Ka MatlabπŸ’—
πŸ’” Mill Jae To "Moujza" Na Mile To "Moat"πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Muhabbat Baqi Rehne per Yaqeen kitna tha dono ka,!!
πŸ’” Yahan har Cheez Faani Hai Na Tum Samjhe Na Dill Samjha..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Aa gai na Tumhen Phir Neend,,!!
πŸ’” Ajeeb Shaks ho Muhabbat bhi karte ho or Neend bhi..πŸ’—
  ------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Muhabbat Kar sakte ho to KHUDA sey karo Dilba,,πŸ’—
πŸ’” Mitti ke Khilono se khabhi Wafa nahi milti..πŸ’—
 ------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------

Qadar Poetry Compitition "Kadar shairy"


πŸ’” Is Duniya mein Wafa karne walon ki kami nahi,,πŸ’—

πŸ’” Bas Piyaar hi ussi se ho jata hai"Jise Kadar Na Ho..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Haan Sach Hai Hum Ney Teri Kadar Ki,,πŸ’—


πŸ’” Mager To Is Tawajha Ke Qabil Na Tha..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘±πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Tujhe Muft Mein Jo Mill Gae Hein Hum,,πŸ’—

πŸ’” To Kadar Na kare Ye Tera Haq Banta hai...πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Be'panah, Be'kadar, Be'had, Be'bas ho ker,,πŸ’—

πŸ’” Hum Ney Tumhen Itna Chaha Ke Inteha Kar di..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘±πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Jese Phir Kabhi Hona Hi Nahi,,πŸ’—

πŸ’” Dard Jab Bhi Huwa is Kadar Howa...πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Kabhi Kabhi Ki Mulaqaat Hi Achi hai,,,πŸ’—

πŸ’” Kadar Kho Deta Hai Roz Ka Aana,Jana..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘±πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Jis Kadar Muhabbat Ka Asar Hota Gaya.,,πŸ’—

πŸ’” Ishq Khud Tarq e Talab se Be'khaber Hota Gaya..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Us ke Cherhe Pe is Qadar Noor Tha Ke uski yaad mein rona Manzoor tha,,πŸ’—

πŸ’” Bewafa Bhi Nahi Keh Sakte Usko, Piyaar to hum ne kiya hai wo Be'qasoor tha..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘±πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Meri Kushi Ke Lamhe Mukhtasir Hain is Kadar,,πŸ’—

πŸ’” Guzer Jate hein Mere Muskarane Sey Phelhe..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘±πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Ache Hein Is Kadar Ke Bhulae Nahi JateπŸ’—

πŸ’” Kuch Log Dharkano mein Dharakte hein Umer Bhar..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Ajeeb Zulam Hai Duniya mein Muhabbat per,,πŸ’—

πŸ’” Jihen Hum Mile Unhen Kadar Nahi !!πŸ’—

πŸ’” Jihen Kadar thi Unhen Hum Mile Nahi..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘±πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Jise had se ziyada Piyaar karo wo Piyaar ki Qadar nahi karta..πŸ’—

πŸ’” Jise Qadar hai Usse Koi Piyaar Nahi karta..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Jis kadar jis ki Kadar ki ham ne,,πŸ’—

πŸ’” Us kadar Be'qadar huwe hum..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘±πŸ‘±---------------------------------
πŸ’” Kis Qadar Aag Barasti Hai Yahan,πŸ’—

πŸ’” Khalq Shabnam ko Tarasti hai Yahan..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Jis kadar Toot ke Chahte hain ham Tumhen,,πŸ’—

πŸ’” Be'rukhi ki had mein tum itna hi Kamal rakhte ho..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘±πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Chale jain ge An'qareeb Tujhe tere haal pe chorh ker,,πŸ’—

πŸ’” Qadar kiya hoti hai ye tujhe waqt hi seekha de ga..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’” Kis Qadar tujh ko Chahte hein Khabhi itna to Soch,,πŸ’—

πŸ’” Warna hum wo khud garz hain jinhen apni zindagi se bhi piyar nahi..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘±πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’” Umeeden Is Qadar Tootin Ke,,,!!πŸ’—

πŸ’” Ab Peida nahi hotin..πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
Poetry Compitition Anyone here..!!

Qiyamat Shairy Tanziya "Qiyamat Poetry"

πŸ’œ Ye bhi acha huwa ke Shayed Ke ussey Paa na sake,,, πŸ’š

πŸ’š Hamare hoke ke agar Bicharhta'' To Qayamat Hoti..... πŸ’›
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’š Hum Intezar Karen Ge Tera Qiyamat Tak,,πŸ’›

πŸ’š Khuda kare ke Qiyamat Ho' or To Aaey.....πŸ’š
------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’š Neeche Nighahon Mein Qiyamat Ka Asar Hota hai,,πŸ’š

πŸ’š Husan Kuch or bhi Nikhar Jata hai Sharmane se.......πŸ’š
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’™ Likhne wale Hi Jaan Sakte hein ,,,,πŸ’š

πŸ’™ Lafz Likhne Mein Jo Qiyamat Hai πŸ’š
------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’™ Lafz Kehne Walon Ka Kuch Nahi Jata,,,πŸ’™

πŸ’™ Lafz Sehne Wale Qiyamat Rakhte Hein,,πŸ’š
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’™ Ye Subah ka manzer bhi Qiyamat ka Haseen hai,,πŸ’–

πŸ’› Ye Takiya kahin' Ye zulf kahin' Khud wo Kahin Hai..πŸ’š
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’š Ghazab aaya' Sitam Toota' Qiyamat Ho gai' per !! πŸ’›

πŸ’™ Faqat Itna hi Poocha tha Ke tum ko Piyaar hai hum Sey..πŸ’˜
------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’œ Qiyamat hai tera yun ban'sawar ke 'Samne aana,, πŸ’™

πŸ’œ Hamare Dill Ko Chorho'' Aainey Pe Kiya Guzarti hogi.. πŸ’›
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’š Kiya Qayamat Hogi Ager Aaina"Sheesha",,, πŸ’›

πŸ’› Taseveer ke bajae Kirdar Dikhana Shuroo Kar de.. πŸ’œ
------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’œ Ik Qiyamat Bipaa seene main,,πŸ’œ

πŸ’œ Aa bhi Jao Ke Dill Sanbhal Jae πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’˜ Zabt Lazim Hai mager Dukh hai Qiyamat ka Nayaab,,πŸ’–

πŸ’• Zalim ab ke bhi na Roye ga to Mar jae ga.. πŸ’™
------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’œ Moat Barhaq Sahi Mager πŸ’”

πŸ’• Saans Lena Bhi Ik Qiyamat Hai.. πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’— Qiyamat ka to suna tha ke koi kisi ka na hoga,,,, πŸ’š

πŸ’– Mager ab to Duniya mein bhi ye Riwaaj Aam Ho Gya hai..πŸ’œ
------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’› Qiyamat ke Roz Meri is chup ka Majra πŸ’›

πŸ’˜ Kuch na kuch tum se bhi zaror poocha jae ga πŸ’—
------------------------------- πŸ‘³ ---------------------------------
πŸ’“ Husan kiya Cheez hai waqt ke saamne πŸ’™

πŸ’— To Qiyamat sahi'''Ta'Qiyamat nahi...πŸ’”
------------------------------- πŸ‘± ---------------------------------
πŸ’™ Kiya Guzarti Qiyamat us dill se poochna,, πŸ’›

πŸ’˜ Door ho jin ka Mehboob Eid ke dinon mein... πŸ’™



Powered by Blogger.

Hi There, I am

Blogger templates

Popular Posts