π Hamare hoke ke agar Bicharhta'' To Qayamat Hoti..... π
------------------------------- π³ ---------------------------------
π Hum Intezar Karen Ge Tera Qiyamat Tak,,π
π Khuda kare ke Qiyamat Ho' or To Aaey.....π
------------------------------- π± ---------------------------------
π Neeche Nighahon Mein Qiyamat Ka Asar Hota hai,,π
π Husan Kuch or bhi Nikhar Jata hai Sharmane se.......π
------------------------------- π³ ---------------------------------
π Likhne wale Hi Jaan Sakte hein ,,,,π
π Lafz Likhne Mein Jo Qiyamat Hai π
------------------------------- π± ---------------------------------
π Lafz Kehne Walon Ka Kuch Nahi Jata,,,π
π Lafz Sehne Wale Qiyamat Rakhte Hein,,π
------------------------------- π³ ---------------------------------
π Ye Subah ka manzer bhi Qiyamat ka Haseen hai,,π
π Ye Takiya kahin' Ye zulf kahin' Khud wo Kahin Hai..π
------------------------------- π³ ---------------------------------
π Ghazab aaya' Sitam Toota' Qiyamat Ho gai' per !! π
π Faqat Itna hi Poocha tha Ke tum ko Piyaar hai hum Sey..π
------------------------------- π± ---------------------------------
π Qiyamat hai tera yun ban'sawar ke 'Samne aana,, π
π Hamare Dill Ko Chorho'' Aainey Pe Kiya Guzarti hogi.. π
------------------------------- π³ ---------------------------------
π Kiya Qayamat Hogi Ager Aaina"Sheesha",,, π
π Taseveer ke bajae Kirdar Dikhana Shuroo Kar de.. π
------------------------------- π± ---------------------------------
π Ik Qiyamat Bipaa seene main,,π
π Aa bhi Jao Ke Dill Sanbhal Jae π
------------------------------- π³ ---------------------------------
π Zabt Lazim Hai mager Dukh hai Qiyamat ka Nayaab,,π
π Zalim ab ke bhi na Roye ga to Mar jae ga.. π
------------------------------- π± ---------------------------------
π Moat Barhaq Sahi Mager π
π Saans Lena Bhi Ik Qiyamat Hai.. π
------------------------------- π³ ---------------------------------
π Qiyamat ka to suna tha ke koi kisi ka na hoga,,,, π
π Mager ab to Duniya mein bhi ye Riwaaj Aam Ho Gya hai..π
------------------------------- π± ---------------------------------
π Qiyamat ke Roz Meri is chup ka Majra π
π Kuch na kuch tum se bhi zaror poocha jae ga π
------------------------------- π³ ---------------------------------
π Husan kiya Cheez hai waqt ke saamne π
π To Qiyamat sahi'''Ta'Qiyamat nahi...π
------------------------------- π± ---------------------------------
π Kiya Guzarti Qiyamat us dill se poochna,, π
π Door ho jin ka Mehboob Eid ke dinon mein... π
Waooo suuper awesom
ReplyDeleteBht achi Masha Allah
THNX for sharingπππ